Table of Contents
Xiaomi Launched new phone Redmi note 8or note 8 pro see full specifications and view price in india
redmi note 8 pro india mein launch ho chuka hai . ye phone india mein 21 october se sale mein milna shuru ho jayega.iss phone mein or bhi kayi
featers hai jo new updates le kar aya hai , Xiaomi lets see
![]() |
note 8 & note 8 pro |
Xiaomi Launch phone Redmi note 8 or 8pro
apne redmi note series ko launch kar diya hai. Xiaomi ne note 8 or redmi note
8 pro ko launch kiya hai .redmi note 8 pro mein gaming ke liye media tek ka processor use
kiya gya hai. chipset helio G90T hai jo special gaming ke liye hai.
redmi note 8 mein qualcumm ka snapdragon 665 chipset ka use kiya gya hai.ye india ka
first aisa phone’s hai jo iske rear mein quad camera’s ka use kiya gya hai.
note 8 nepture blue, moonlight white, cosmic purple, or space black colour ye ayenge jo aap
21 october se le sakenge.
Xiaomi ke redmi note 8 pro mein gamma green , halo white or shadow black mein available
hoga 21 october se.
Redmi note 8 pro ek gamming phone hai, jisey liquid cooling technology ke sath launch kiya hai.yeh ek aaisa phone hai jo iss price range mein new technology ke sath phone ata hai.
![]() |
xiaomi redmi note 8 & note 8 pro |
Xiaomi Redmi note 8 or Note 8pro ke specifications
DISPLAY -note 8 mein display 6.3 inch ki LCD corning gorilla 5 protection ke sath ayega,
or Xiaomi ke note 8 pro mein display 6.5inch ki FHD+ corning gorilla glass ke launch kiya gya hai.
PROCESSOR– 8 pro mein media tek helio G90T ka chipset diya gya hai, wahin redmi ke note
8 mein processor octo-core qualcumm snapdragon 665 ka chipset diya gya hai.
RAM/STORAGE- redmi note 8 pro mein RAM 6GB/8GB diya gya hai wahin storage ke liye 64GB/128GB diya gya hai, xiaomi ke redmi note 8 mein RAM 4GB/6GB or storage ke liye 64GB/128GB diya gya hai.
CAMERA- redmi ke note 8 pro mein 64MP ka rear primary camera diya gya hai.( samsung GW1 sensor,f/1.8 aperture, led flash)8MP (120 degree altra wide angle lens) ,2mp dept sensor or 2mp micro shots lens. front selfie ke liye 20MP (F/1.2 aperture) diya gya hai.
Xiaomi ke redmi note 8 mein 48MP rear primary camera diya gya hai.( sony imx 586 sensor,f/1.79 aperture), 8mp (120 degree altra wide angle), 2mp depth sensor ,or 2mp micro shots
for selfie ke liye 13MP f/2.0 aperture diya gya hai.
O/S- xiaomi ke redmi note 8 pro android pie operating system pe chalta hai jo MIUI10 base hai.wahin redmi note 8 mein same OS pe work karta hai.
BATTERY-redmi note 8 pro mein battery 4500mah ki di gayi hai,or note 8 mein 4000mah ki battery di gayi hai dono phones mein diffrent fast charging support karta hai.
PHONE PRICE-redmi note 8 pro ki price satring 14,999/15,999/17,999 ye rakhi gayi hai ,wahin xiaomi redmi note 8 ki price hai 9,999 or 12,999 rupaye rakhi gayi hai.